Samali15 12 years ago Mohbat kro itni k had n rhe, Intezar kro itnak waqt n rhe, Bharosa kro itna k shak na rhe,kisi ko Apna samjho itna k,kisi aur ka uspe haq na rhe. Gud Mrg
bozzzz33 12 years ago Thnx nisha 4 adding me hw r u sugamano
Ali32656 12 years ago [size=18]Zindgi apni haas kar basar karna
Nafratou ke raste pe na safar karna
SUNO!
Wafa na ho tho mohabbat adhuri hai
Mohabbat ke safar mein wafa ki fikar karna
SUNO!
Zamana jitna bhi ho hamdard tumhara
Zamane ko na sharik-e-safar karna.
SUNO!
Mohabbat har kisi ka mukadar nahi hoti
Mile jo mohabbat tho is ki kadar karna...!!
Theeban21 12 years ago gd mrg nisha, hv happy wednesday dear